vastu shastra mai wealth ke liye or prosperity ke liye bahut saare upay btaye gaye hai. unme se aaj aapko paanch mukhya upay btate hai.
1. dakshin-paschim kon me koi gadhha, pitt, boring, toilet nhi hona chahiye. is kone ki taraf slope nhi hona chahiye. naritya kon ko hamesha heavy rakhna chahiye.
2. north-east corner jise hum ishaan kon bhi bolte hai waha toilet hona bahut bura mana jata hai.
3. ghar mai hamesha saaf safai rakhni chahiye. is se sakaratmk urja ka sanchar hota hai or ghar mai shanti bani rehti hai. fengshui ke anusar bhi aisa karna acha rehta hai. is se chi power ka nirman hota hai jo bahut positive maani jati hai.
4. north disha mai pani ka fountain ya aquarium rakhna achha hota hai. is upay se paisa ka flow start hota hai. agar aapke business mai paisa ruka hua hai to bhi aap ye remedy use kar skte hai.
5. south-east direction jise hum aagnay kon bhi kehte hai yaha par kitchen hona shubh hota hai. agar yaha par kitchen nhi hai to ek lal bulb lgana chahiye.
vastu tips in hindi for prosperity and wealth

Comments
Post a Comment